Ya Rab Meri Soi Hui Taqdeer Jaga Day Lyrics

या रब मेरी सोई हुई तक़दीर जगा दे | आँखें मुझे दी हैं तो मदीना भी दिखा दे / Ya Rab Meri Soi Hui Taqdeer Jaga De | Aankhen Mujhe Di Hain To Madina Bhi Dikha De

या रब ! मेरी सोई हुई तक़दीर जगा दे
आँखें मुझे दी हैं तो मदीना भी दिखा दे

सुनने की जो क़ुव्वत मुझे बख़्शी है, ख़ुदावंद !
फिर मस्जिद-ए-नबवी की अज़ानें भी सुना दे

हूरों की न ग़िल्माँ की न जन्नत की तलब है
मदफ़न मेरा सरकार की बस्ती में बना दे

मुद्दत से मैं इन हाथों से करता हूँ दु’आएँ
इन हाथों में अब जाली सुनहरी वो थमा दे

मुँह हश्र में मुझ को न छुपाना पड़े, या रब !
मुझ को तेरे महबूब की चादर में छुपा दे

‘इशरत को भी अब ख़ुश्बू-ए-हस्सान ‘अता कर
जो लफ़्ज़ कहे हैं उन्हें तू ना’त बना दे

शायर:
इशरत गोधरवी

ना’त-ख़्वाँ:
फ़रहान अली क़ादरी
फ़ोज़िआ ख़ादिम
राहत फ़तेह अली ख़ान

Ya Rab Meri Soi Hui Taqdeer Jaga Day Lyrics
Ya Rab Meri Soi Hui Taqdeer Jaga Day Lyrics

ya rab ! meri soi hui taqdeer jaga de
aankhe.n mujhe di hai.n to madina bhi dikha de

sun.ne ki jo quwwat mujhe baKHshi hai, KHudawand !
phir masjid-e-nabvi ki azaane.n bhi suna de

hooro.n ki na Gilma.n ki na jannat ki talab hai
madfan mera sarkaar ki basti me.n bana de

muddat se mai.n in haatho.n se karta hu.n du’aae.n
in haatho.n me.n ab jaali sunehri wo thama de

munh hashr me.n mujh ko na chhupaana pa.De, ya rab !
mujh ko tere mahboob ki chaadar me.n chhupa de

‘Ishrat ko bhi ab KHushboo-e-hassaan ‘ata kar
jo lafz kahe hai.n unhe.n tu naa’t bana de

Poet:
Ishrat Godharvi

Naat-Khwaan:
Farhan Ali Qadri
Fozia Khadim
Rahat Fateh Ali Khan

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...57 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...54 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...52 views
Mangte Khali Haath Na Laute LyricsMangte Khali Haath Na Laute Lyrics     Mangte Khali Haath Na...27 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...25 views

Leave a Comment