Ya Ghous Piya Tune Kaisi Ye Saza Di Hai Lyrics

Ya Ghous Piya Tune Kaisi Ye Saza Di Hai Lyrics

 

 

Ye gaus piya tune kaisi ye saja di hai
Jo aag nahi buj ti wo aag lagai hai

Ye ulfat tumhari hai bujne se nahi bujti Jo aag nahi bujti wo aag lagai hai Ye gaus piya tune……

Kya chiz muhabbat hai muj se to koi puchhe Mene to ibadat ki tarakib banai hai Ye gaus piya tune……

Har roz tuje dekhu har roz tuje sochu Mene to ibadat ki tarakib banai hai Ye gaus piya tune……

Allah ke waliyo se nafrat na samar kar na Allah ne munafiq ko dozakh me jagah di hai Ye gaus piya tune……

Mere pir goshe aazam ka aehsan koi dekhe Marne ki tamanna me Jine ki dua di hai Ye gaus piya tune……

Aehsan tumhara pir qadmo me jagah di hai Mere gaus piya ne to jannat ki dua di hai Ye gaus piya tune……

Tuj ko bhi mohabbat hai lekin tu chhupata hai Ye baat muje teri aankho ne batayi hai Ye gaus piya tune……

Ek nazar dalo e pira ne pir Teri hi muhabbat me mehfil ye sajayi hai Ye gaus piya tune……

  • Hazrat Qaazi Hameed-ud-deen Mohammad Nagori Biography
  • Hazrat Sayyed Bedam Shah Waarṡi Biography
  • Hazrat Shaikh Abul Hasan Sirri al-Saqati Biography
  • Hazrat Ali UL-Murtaza Maula E Kaainat | HAZRAT ALI IBE ABI TALIB Biography
  • Hazrat Sayyed Akmal Husain Biography
  • Hazrat Khwaja Baayazeed Tayfoor Bastami Biography
  • Hazrat Sayyed Mohammad Khaalid Shaah Chishti Biography

Popular Posts

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...12 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...6 views
Allah Badshah Maula Badshahअल्लाह बादशाह मौला बादशाह / Allah Badshah Maula Badshah या अल्लाहु !...6 views
Hai Noori Paseene Ki Mahak Se Ye Chaman Phoolहै नूरी पसीने की महक से ये चमन फूल | सर-ता-ब-क़दम है...5 views
Sarkar Apna Roza E Anwar DikhayeSarkar apna rouza-e-anwar dikhaye   Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye, Ham dard ke...4 views

Leave a Comment