Ya Allah Ya Rahman Lyrics

Ya Allah Ya Rahman Lyrics

 

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman…

Apne Sajdo Pe Yakee(n) De Hum Ko

Abre Rehmat Si Zamee(n) De Hum Ko

Apne Sajdo Pe Yakee(n) De Hum Ko

Abre Rehmat Si Zamee(n) De Hum Ko

Karde Kuch Aisa Karam

Ke Badal Jaaye Phir Hum

Karde Kuch Aisa Karam

Ke Badal Jaaye Phir Hum

Hum Tere Ho Ke Rahe

Tere Raste Pe Chale

Hum Tere Ho Ke Rahe

Tere Raste Pe Chale

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman…

Teri Rehmat Ke Talabgaar Hai Hum

Teri Rehmat Ke Talabgaar Hai Hum

Ye Baja Hai Ke Gunahgaar Hai Hum

Teri Rehmat Ke Talabgaar Hai Hum

Ye Baja Hai Ke Gunahgaar Hai Hum

Ha Gunahgaar Hai Hum

Ha Siyahkaar Hai Hum

Ha Gunahgaar Hai Hum

Ha Siyahkaar Hai Hum

Tu Hai Rahmano Raheem

Tu Hai Gaffaro Kareem

Tu Hai Rahmano Raheem

Tu Hai Gaffaro Kareem

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman…

Baat Ban Ban Ke Bigad Jaati Hai

Baat Ban Ban Ke Bigad Jaati Hai

Saari Duniya Hume Thukrati Hai

Baat Ban Ban Ke Bigad Jaati Hai

Saari Duniya Hume Thukrati Hai

Muntashir Kyu Hai Hum

Dagmagate Hai Qadam

Muntashir Kyu Hai Hum

Dagmagate Hai Qadam

Joshe Rehmat To Dikha

Aasoo Behte Hai Sada

Joshe Rehmat To Dikha

Aasoo Behte Hai Sada

Ya Allah Ya Rehman

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman

Ya Allah Ya Rahman…

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,155 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,038 views

Leave a Comment