WO SUEY LA LAZAAR PHIRTEY HAIN NAAT LYRICS

WO SUEY LA LAZAAR PHIRTEY HAIN NAAT LYRICS

 

wo suey la lazaar phirte hain
tere din ay nahar phirte hain

jo tere dar se yar phirte hain
dar-ba-dar yu hi khaar phirte hain

phool kya dekhu meri aankhon mein
dashte taibah ke khaar phirte hain

jaan hain jaan kya nazar aaye,
kyu adu gird-e-gaar phirte hain

unke ima pe dono bagho par,
khaile lailo nahar phirte hain

wardiya bolte hain har kaare
pehra dete suvaar phirte hain

laakhon qudsi hain kaam-e-khidmat par
laakhon girde mazaar phirte hain

har charag-e-mazaar par qudsi
kaise parwa-navar phirte hain

baaye raste na ja musafir sun
maal hain rahbaar phirte hain

jaag sunsaan ban hai raat aayi
gurg behre shikaar phirte hain

rakhiye jaise hain khanazad hain hum
mol ke aibdaar phirte hain

us gali ka gada hu main jisme
maangte taajdaar phirte hain

haye gafil wo kya jagah hain jaha
paanch jaate hain chaar phirte hain

koyi kyu pooche teri baat raza
tujhse kutte hazaar phirte hain

WO SUEY LA LAZAAR PHIRTEY HAIN NAAT LYRICS
WO SUEY LA LAZAAR PHIRTEY HAIN NAAT LYRICS

 

 

WO SUEY LA LAZAAR PHIRTEY HAIN NAAT LYRICS
WO SUEY LA LAZAAR PHIRTEY HAIN NAAT LYRICS

 

 

وہ سوئے لالہ زار پھرتے ہیں
وہ سوئے لالہ زار پھرتے ہیں
تیرے دن اےبہار پھرتے ہیں

جو تِرے در سے یار پھرتے ہیں
در بدر یوں ہی خوار پھرتے ہیں

ہر چرغِ مزار پر قدسی
کیسے پروانہ وار پھرتے ہیں

لاکھوں قدسی ہیں کامِ خدمت پر
لاکھوں گردِ مزار پھرتے ہیں

پھول کیا دیکھو میری آنکھوں میں
دشتِ طیبہ کے خار پھرتے ہیں

ہائے غافل وہ کیا جگہ ہے جہاں
پانچ جاتے ہیں چار پھرتے ہیں

اُس گلی کا گدا ہوں میں جس میں
مانگتے تاجدار پھرتے ہیں

کوئی کیوں پوچھے تیری بات رضا
تجھ سے کتنے ہزار پھرتے ہیں

Leave a Comment