Unka Mangta Hun Jo Mangta Nahi Hone Dete – Full Lyrics (Hindi, Urdu, English, Bangla, Gujarati

उन का मँगता हूँ जो मँगता नहीं होने देते / Un Ka Mangta Hun Jo Mangta Nahin Hone Dete

उन का मँगता हूँ, जो मँगता नहीं होने देते
ये हवाले मुझे रुस्वा नहीं होने देते

उन का मँगता हूँ, जो मँगता नहीं होने देते

मेरे हर ‘ऐब की करते हैं वो पर्दा-पोशी
मेरे जुर्मों का तमाशा नहीं होने देते

उन का मँगता हूँ, जो मँगता नहीं होने देते

अपने मँगतों की वो फ़ेहरिस्त में रखते हैं सदा
मुझ को मोहताज किसी का नहीं होने देते

उन का मँगता हूँ, जो मँगता नहीं होने देते

है ये ईमान कि आएँगे लहद में मेरी
अपने मँगतों को वो तन्हा नहीं होने देते

उन का मँगता हूँ, जो मँगता नहीं होने देते

ना’त पढ़ता हूँ तो आती है महक तयबा की
मेरे लहजे को वो मैला नहीं होने देते

उन का मँगता हूँ, जो मँगता नहीं होने देते

आप की याद से रहती है नमी आँखों में
मेरे दरियाओं को सहरा नहीं होने देते

उन का मँगता हूँ, जो मँगता नहीं होने देते

हुक्म करते हैं तो मिलते हैं ये मक़्ते, शाकिर !
आप न चाहें तो मतला’ नहीं होने देते

शायर:
तन्वीरुल्लाह शाकिर

नात-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी
ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
क़ारी शाहिद महमूद

 

Un Ka Mangta Hun, Jo Mangta Nahin Hone Dete
Ye Hawaale Mujhe Ruswa Nahin Hone Dete

Un Ka Mangta Hun, Jo Mangta Nahin Hone Dete

Mere Har ‘Aib Ki Karte Hain Wo Parda-Poshi
Mere Jurmon Ka Tamaasha Nahin Hone Dete

Un Ka Mangta Hun, Jo Mangta Nahin Hone Dete

Apne Mangton Ki Wo Fehrist Men Rakhte Hain Sada
Mujh Ko Mohtaaj Kisi Ka Nahin Hone Dete

Un Ka Mangta Hun, Jo Mangta Nahin Hone Dete

Hai Ye Imaan Ki Aaenge Lahad Men Meri
Apne Mangton Ko Wo Tanha Nahin Hone Dete

Un Ka Mangta Hun, Jo Mangta Nahin Hone Dete

Naa’t Padhta Hun To Aati Hai Mahak Tayba Ki
Mere Lahje Ko Wo Maila Nahin Hone Dete

Un Ka Mangta Hun, Jo Mangta Nahin Hone Dete

Aap Ki Yaad Se Rahti Hai Nami Aankhon Men
Mere Dariyaon Ko Sahra Nahin Hone Dete

Un Ka Mangta Hun, Jo Mangta Nahin Hone Dete

Hukm Karte Hain To Milte Hain Ye Maqte, Shaakir !
Aap Na Chaahen To Matla’ Nahin Hone Dete

Poet:
Tanveerullah Shakir

Naat-Khwaan:
Hafiz Tahir Qadri
Ghulam Mustafa Qadri
Qari Shahid Mahmood

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment