Thi Arsh Pe Ahmed Ki Rasayi Shabe Meraj
Thi Arsh Pe Ahmed Ki Rasayi Shabe Meraj
Khaliq Ki Hui Jalwa Numayi Shabe Meraj
Kuch Aisi Hui Jalwa Numayi Shabe Meraj
Shaida Thi Muhammad Pe Khudayi Shabe Meraj
Jo Chaha Nabi Ne Kiya Manzoor Khuda Ne
Har Baat Muhammad Ki Ban Aayi Shabe Meraj
Saath Aana Sake Roohul Amee(n) Bhi To Waha Tak
Aaqa Ne Jaha Paayi Rasaayi Shabe Meraj
Aaqa The Imaam Aur Nabi Sab The Musalli
Ahmed Ne Namaaz Unko Padhayi Shabe Meraj
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
