Tere Kadmo Mein Aana Mera Kaam Tha Lyrics

 

 

Tere Kadmo Mein Aana Mera Kaam Tha Lyrics

Mere Nabi Mere Nabi Mere Nabi
Mere Dubne Me Baki Na koi kasar Rahiti
Mere Dubne Me Baki Na koi kasar Rahithi
Kaha Al-Madad Muhammad To Ubhar Gaya Safeena

Tere Kadmo Mein Aana Mera Kaam Tha
Meri Kismat Jagaana Tera Kaam He
Tere Kadmo Mai Aana Mera Kaam Tha
Meri Bigdi Banana Tera Kaam Hai

Meri Aankhon Ko Hai Deed Ki Aarzoo
Meri Aankhon Ko Hai Deed Ki Aarzoo
Rukh Se Parda Uthaana Tera Kaam He

Tere Kadmo Mein Aana Mera Kaam Tha
Meri Kismat Jagaana Tera Kaam He
Tere Kadmo Mein Aana Mera Kaam Tha
Meri Bigdi Banana Tera Kaam Hai

Teri Choukat Kahan Aur Kaha Ye Jabeen
Teri Choukat Kahan Aur Kaha Ye Jabeen
Tere Faiz-o-Karam Ki To Had Hi Nahi
Tere Faiz-o-Karam Ki To Had Hi Nahi
Teri Choukat Kahan Aur Kaha Ye Jabeen
Tere Faiz o Karam Ki To Had Hi Nahi
Tere Faiz o Karam Ki To Had Hi Nahi
Jin Ko Duniya Me Koyi Na Apna Kahe
Jin Ko Duniya Me Koyi Na Apna Kahe
Unko Apna Banana Tera Kaam He

Tere Kadmo Me Aana Mera Kaam Tha
Meri Kismat Jagaana Tera Kaam He
Tere Kadmo Me Aana Mera Kaam Tha
Meri Bigdi Banana Tera Kaam Hai

Mere Dil Me Teri Yaad Ka Raaj Hai
Mere Dil Me Teri Yaad Ka Raaj Hai
Zehan Tere Tasawwur Ka Mohtaaj He
Zehan Tere Tasawwur Ka Mohtaaj He

Ek Nigah e Karam, Ek Nigah e Karam
Ek Nigahe Karam, Ek Nigahe Karam
Ek Nigahe Karam, Ek Nigahe Karam
Ek Nigah e Karam Hi Meri Laaj Hai
Laaj Meri Nibhaana Tera Kaam Hai

Tere Kadmo Main Aana Mera Kaam Tha
Meri Kismat Jagana Tera Kaam He
Tere Kadmo Main Aana Mera Kaam Tha
Meri Bigdi Banana Tera Kaam Hai

Aakhri Waqt Hai, Aakhri Waqt Hai
Aakhri Waqt Ho Tere Beemar ka
Aakhri Waqt Ho Tere Beemar ka
Ek Qatra Mile Jaam-e-deedar Ka
Ek Qatra Mile Jaam-e-deedar Ka
Ek Qatra Mile Jaam-e-deedar Ka
Aakhri Mere Dil Ki Hai Hasrat Yahi
Aakhri Mere Dil Ki Hai Hasrat Yahi
Ab Ye Hasrat Mitana Tera Kaam Hai

Tere Kadmo Me Aana Mera Kaam Tha
Meri Kismat Jagaana, Tera Kaam He
Tere Kadmo Me Aana Mera Kaam Tha
Meri Bigdi Banana Tera Kaam Hai

Mere Dil Ka Sukoon Mere Dil Ki Sada
Mere Dil Ki Sada
Mere Dil Ka Sukoon Mere Dil Ki Sada
Mere Dil Ka Sukoon Mere Dil Ki Sada
Hai Zahoori Sana e Habib-e-Khuda
Hai Zahoori Sana e Habib-e-Khuda
Ye Sadaa e Aqidat Aye Baad-e-Saba
Ye Sadaa e Aqidat Aye Baad-e-Saba
Jaake Unko Sunaana Tera Kaam Hai

Tere Kadmo Me Ana Mera Kaam Tha
Meri Kismat Jagaana Tera Kaam He
Tere Kadmo Me Ana Mera Kaam Tha
Meri Bigdi Banana Tera Kaam Hai

Naat Lyrics: Tere Kadmo Mein Aana Mera Kaam Tha Lyrics
Naat Khawan: Muhammad Hassan Raza Qadri, Asad Raza Attari, Hooria Faheem
Album: Tere Qadmo Mai

 

تیرے قدموں میں آنا میرا کام
تیرے قدموں میں آنا میرا کام تھا
میری قسمت جگانا تیرا کام ہے
میری آنکھوں کو ہے دید کی آرزو
رخ سے پردہ اٹھانا تیرا کام ہے

تیری چوکھٹ کہاں اور کہاں یہ جبیں
تیرے فیض کرم کی تو حد ہی نہیں
جن کو دنیا میں نہ کوئی اپنا کہے
اُن کو اپنا بنانا تیرا کام ہے

باڑا بجتا ہے سلطان کونین کا
صدقہ مولیٰ علی صدقہ حسنین کا
صدقہ خواجہ پیا غوث ثقلین کا
حاضری ہوگئی یہ بھی انعام ہے

میرے دل میں تیری یاد کا راج ہے
ذہن تیرے تصور کا محتاج ہے
اک نگاہ کرم ہی میری لاج ہے
لاج میری نباہنا تیرا کام ہے

پیش ہر آرزو ہر تمنا کرو
تھام لو جالیاں التجائیں کرو
مانگنے والو دامن کشادہ کرو
کملی والے کا فیض کرم عام ہے

popular posts

Leave a Comment