Tajaliyat Ka Gulzar Masjid e Nabvi Naat Lyrics

Tajaliyat Ka Gulzar Masjid e Nabvi Naat Lyrics

 

Tajaliyat Ka Gulzar Masjid e Nabvi Written Naat Lyrics

Tajliyat Ka Gulzar Masjid E Nabwi
Jamaliyat Ka Shahkar Masjid e Nabvi
Jahan Aap Ka Gunahgar Ke Suni Jaye
Mery Huzoor Ka Darbar Masjid e Nabvi
Dil o Nazer Ko Bayak Waqat Noor Noor Kary
Farooge Matla e Anwar Masjid e Nabvi
Menar Jiske Hain Yaran e Ashna Ke Trah
Sutoon Jiske Hain Gham Khar Masjid e Nabvi
Dilon Ko Apni Traf Khanchti Rahe Taib
Hamasha Surat e Dildar Masjid e Nabvi
Tajaliyat Ka Gulzar Masjid e Nabvi

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,200 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,452 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,546 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,503 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,273 views

Leave a Comment