SUBHE BAHARAAN NAAT LYRICS

SUBHE BAHARAAN NAAT LYRICS

 

Maulood-E-Mustafa Hai Ye Jashn Ka Sama Hai Ye Subh-E-Baharaan Hai Ye Jashn-E-Mustafa Hai
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo Jashn-E-Baharaan Milkay Manao Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Deep Khushi Ke Milkay Jalao Aaye Hain Aaqa Sabko Batao
Jashn-E-Nabi Phir Jashn-E-Nabi Hai Karlo Charaghaan Rung Jamao
Bachon Ko Apne Dars Ye Dena Aal-E-Nabi Ka Ishq Sikhao
Roothay Hain Jou Bhi Unko Manao Rung-E-Mohabbat Dil Pe Charhao
Deen-E-Nabi Ke Tum Ho Muhafiz Apni Jawani Isspe Lutao
Chahtay Ho Gar Sheyron Ka Charcha Rung Raza Ka Naat Mein Lao
Rehmat-E-Rab Hai Aamad-E-Aaqa Ne’matein Rab Ki Khushiyan Manao
Dil Ki Laggi Tum Aur Barhao Naat Ujagar Aur Sunao

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,203 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,959 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,936 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,605 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,061 views

Leave a Comment