Sone Ka Kalsa Noorani Jaali Naat Lyrics

Sone Ka Kalsa Noorani Jaali Naat Lyrics
Sone Ka Kalsa Noorani Jaali,
Khwaja Ki Shaan Nirali..

Shaah-O-Gada Hain Dar Ke Sawali,
Khwaja Ki Shaan Nirali..

Ranj-O-Alam Ka Haal Sunaane,
Aaye Hain Dar Pe Bigadi Banaane..
Pyaare Nabi Ka Sadqa Gaus-O-Ali Ka Sadqa,
Sadqa-E-Ishq-E-Bilaali…

Sibt-E-Nabi Aulaad-E-Ali Ho,
Sanjari Chisty Hindal Wali Ho….
Pal Bhar Me Chamka Khwaja,
Uski Kismat Ka Taara..
Chashm-E-Karam Jis Pe Daali,
Khwaja Ki Shaan Niraali..

Ek Pyaali Me Saagar Ka Aana,
Jadugaro Ko Kalma Padhana….
Saara Zamana Khwaja,
Tera Deewana Khwaja..

Shaan Hain Teri Niraali,
Khwaja Ki Shaan Nirali…

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,155 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,591 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,038 views

Leave a Comment