शहर-ए-तयबा का वो बाज़ार बड़ा प्यारा है / Shahr-e-Tayba Ka Wo Bazar Bada Pyara Hai | Shehr-e-Taiba Ka Wo Bazar Bada Pyara Hai

शहर-ए-तयबा का वो बाज़ार बड़ा प्यारा है / Shahr-e-Tayba Ka Wo Bazar Bada Pyara Hai | Shehr-e-Taiba Ka Wo Bazar Bada Pyara Hai
शहर-ए-तयबा का वो बाज़ार बड़ा प्यारा है
हम ग़ुलामों का ख़रीदार बड़ा प्यारा है

रोज़ कहती है मदीने में उतर के जन्नत
या नबी ! आप का दरबार बड़ा प्यारा है

देख कर कहते थे सिद्दीक़ को मेरे आक़ा
ऐ सहाबा ! ये मेरा यार बड़ा प्यारा है

यूँ तो इज़हार-ए-मोहब्बत है किया कितनो ने
ऐ बिलाल ! आप का इज़हार बड़ा प्यारा है

उन के गुस्ताख़ को मारा है, छपी है ये ख़बर
वाक़ि’ई आज का अख़बार बड़ा प्यारा है

बँधने वाले हैं मोहब्बत के ‘अमामें सर पर
आज का मौक़ा’-ए-दस्तार बड़ा प्यारा है

ऐ ग़ज़ाली ! जो छुपाएगा हमें महशर में
वो वसी’ दामन-ए-सरकार बड़ा प्यारा है

शायर:
ग़ुलाम ग़ौस ग़ज़ाली

ना’त-ख़्वाँ:
ग़ुलाम ग़ौस ग़ज़ाली

 

shehr-e-tayba ka wo baazaar ba.Da pyaara hai
ham Gulaamo.n ka KHareedaar ba.Da pyaara hai

roz kehti hai madine me.n utar kar jannat
ya nabi ! aap ka darbaar ba.Da pyaara hai

dekh kar kehte the siddiq ko mere aaqa
ai sahaaba ! ye mera yaar ba.Da pyaara hai

yu.n to iz.haar-e-mohabbat hai kiya kitno ne
ai bilaal ! aap ka iz.haar ba.Da pyaara hai

un ke gustaaKH ko maara hai, chhapi hai ye KHabar
waaqi’ee aaj ka aKHbaar ba.Da pyaara hai

bandhne waale hai.n mohabbat ke ‘amaame.n sar par
aaj ka mauqa’-e-dastaar ba.Da pyaara hai

ai Gazaali ! jo chhupaaega hame.n mahshar me.n
wo wasi’ daaman-e-sarkaar ba.Da pyaara hai

Poet:
Gulam Gaus Gazali

Naat-Khwaan:
Gulam Gaus Gazali

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...926 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment