Shahe Jilani Manqabat Lyrics

Nabi Ka Laadla Pyara Dulara Shah e Jilani

Sabhi Ki Aankh Ka Tara Hai Pyara Shah e Jilani

 

Banaya Jisne Rahzan Ko Nabi Ke Deen Ka Rahbar

Wahi Hai Ahle Sunnat Ka Sahara Shah e Jilani

Qadam Waliyon Ki Gardan Par Hai Jiska Sun Lo Ae Logo

Wohi Hai Rab Ka Pyara Aur Hamara Shah e Jilani

 

Nahi Koi Waseela Hai Tumhare Dar Pe Aane Ka

Koi Imdaad Ho Jaye Khudara Shah e Jilani

 

Yaqinan Daakhila Uska To Hoga Khuld Bala Me

Jo Ho Bas Naam Lewa Hee Tumhara Shah e Jilani

 

Usey Maidan e Mahshar Ki Bhala Kyon Fikr Ho Noori

Mila Hai Jisko Bhi Daman Tumhara Shah e Jilani

 

Nabi Ka Laadla Pyara Lyrics
Hindi And English lyrics

| Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Allama Saim Chishti | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

 

| Qawwali |

| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,252 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,479 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,548 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,512 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,279 views

Leave a Comment