Shah-e-Wala Mujhe Taiba Bulalo ek behad hi maqbool aur dard bhari Naat-e-Paak hai jo dilo ko madine ki hazri ki tadap se bhar deti hai.
Is kalam me Huzoor Tajdar-e-Madina ﷺ ki bargah me hazri, unki ghulami aur unki rehmat ki fariyaad nihayat hi pur-asar andaz me ki gayi hai.
Aaiye is muqaddas kalam ke mukammal lyrics ko Roman, Hindi aur Urdu zabaan me nihayat adab ke sath padhte hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Shah-e-Wala Mujhe Taiba Bulalo |
| Poet / Writer | Obaid-e-Raza / Traditional |
| Category | Naat-e-Rasool ﷺ |
| Naatkhawan / Reciter | Alhaj Owais Raza Qadri & Others |
Naat Lyrics in Roman
Shah-e-Wala Mujhe Taiba Bulalo
Taiba Bulalo Mujhe Taiba Bulalo
Deyorri Ka Apni Kutta Banalo
Qadmon Se Apne Mujhko Lagalo
Sadqay Mein Sadqay Mein Sadqay Bulalo
Furqat Ke Maaron Ko Piyare Jila Lou
Pyare Jila Lou Mujhe Aaqa Jila Lou
Maula Jila Lou Mujhe Aaqa Jila Lou
Duniya Ke Jhagron Se Yaksar Chura Kar
Ghayron Ki Ulfat Ko Dil Se Mita Kar
Shah-e-Wala Mujhe Apna Banalo
Apna Banalou Mujhe Apna Banalo
Naykon Ke Sadqay Mein Hum Se Baddon Ko
Zaaron Na Zaaron Musibat Zaddon Ko
Maula Nibhalo Mere Maula Nibhalo
Haan Haan Nibhalou Mere Aaqa Nibhalou
Naat Lyrics in Hindi
शाह-ए-वाला मुझे तैबा बुलालो
तैबा बुलालो मुझे तैबा बुलालो
देयोढ़ी का अपनी कुत्ता बनालो
क़दमों से अपने मुझको लगालो
सदक़े में सदक़े में सदक़े बुलालो
फ़ुरक़त के मारों को पियारे जिला लो
प्यारे जिला लो मुझे आक़ा जिला लो
मौला जिला लो मुझे आक़ा जिला लो
दुनिया के झगड़ों से यकसर छुड़ा कर
ग़ैरों की उल्फ़त को दिल से मिटा कर
शाह-ए-वाला मुझे अपना बनालो
अपना बनालो मुझे अपना बनालो
नेकों के सदक़े में हम से बदों को
ज़ारों ना ज़ारों मुसीबत ज़दों को
मौला निभालो मेरे मौला निभालो
हाँ हाँ निभालो मेरे आक़ा निभालो
Naat Lyrics in Urdu
شاہِ والا مجھے طیبہ بُلالو
طیبہ بُلالو مجھے طیبہ بُلالو
ڈیوڑھی کا اپنی کتا بنالو
قدموں سے اپنے مجھ کو لگالو
صدقے میں صدقے میں صدقے بلالو
فرقت کے ماروں کو پیارے جِلا لو
پیارے جِلا لو مجھے آقا جِلا لو
مولیٰ جِلا لو مجھے آقا جِلا لو
دنیا کے جھگڑوں سے یکسر چھڑا کر
غیروں کی الفت کو دل سے مٹا کر
شاہِ والا مجھے اپنا بنالو
اپنا بنالو مجھے اپنا بنالو
نیکوں کے صدقے میں ہم سے بدوں کو
زاروں نزاروں مصیبت زدوں کو
مولیٰ نبھالو میرے مولیٰ نبھالو
ہاں ہاں نبھالو میرے آقا نبھالو