SAWALI NE AAKA KE ROZE NAAT LYRICS
Sawaline aaka ke roze pe jakar
sada jab lagai savare savare
khuda janta hain dar Mustafa(saw) se
murad apni paai savere savere
faza se barsate hain rahamat ke moati
zaban par muhmmad(saw) ka naam aa raha hain
ye kiske pasine ki khushbu urakar
saba aaj lai savere savere
murado se bhar laenge apna daman
isi aarzoo main jiye ja rahe hain
kabhi to muhmmad(saw) ki mahefil main hogi
hamari rasaai savere savere
bandha jab tasvvur dayare nabi ka
kati raat salleala kehte kehte
kiya hain wuzu main ne ashko se ‘anwar’
jo yaad unki aai savere savere
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,150 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,589 views