SARWAR KAHOO KE MALIKO MAULA KAHU TUJHE NAAT LYRICS
Sarwar Kahoon Kay Maalik-o-Maula Kahoon Tujhay
Baagh-e-Khaleel Ka Gul-e-Zaiba Kahoon Tujhay
Subh-e-Watan Pay Shaam-e-Ghareeban Ko Doon Sharaf
Bey-Kus Nawaaz Gey-Sue-Oon Wala Kahoon Tujhay
Allah Nay Teyray Jism-e-Munawwar Kee Taa-Bish-Aeyn
Aey Jaan-e-Jaan Mein Jaan-e-Tajalla Kahoon Tujhay
Mujrim Hoon Apnay Af’oo Ka Samaan Karoon Shah-aa
Ya’nee Shafe’e Roz-e-Jaza Ka Kahoon Tujhay
Teyray Tou Wasf A’eb Ta-Na-Hee Say Hain Baree
Hairaan Hoon Meyray Shah Mein Kya Kya Kahoon Tujhay
Keh Lay Gee Sub Kuch Unkay Sana Khuwaan Kee Khaam-Shee
Chup Ho Raha Hoon Keh Kay Mein Kiya Kiya Kahoon Tujhay
Leykin Raza Nay Khatm-e-Sukhan Iss Pay Kar Dia
Khaaliq Ka Banda Khalq Ka Aaqa Kahoon Tujhay
Popular Posts

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...759 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...601 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...433 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...365 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...322 views