Sarkar Bulaye Qadmon Me
Hazir Ho Dare Aqdas Pe Gada
Sarkar Bulayein Qadmon Mein
Mohtaaj Pe Ho Rehmat Ki Rida
Sarkar Bulaye Qadmon Mein
Woh Izn Salaami Ka Mujh Ko
Ik Kaife Dawaami Ka Mujh Ko
Dhadkan Dhadkan Ki Hai Ye Dua
Sarkar Bulaye Qadmon Mein
Taareeki Mere Gunaahon Ki
Sab Ud Jaaye Jo Aa Jaaye
Zulmat Ko Meri Ho Noor Ata
Sarkar Bulaye Qadmon Mein
Mai Pyaas Ke Sehra Me Khoya
Kaante Se Halaq Me Chubte Hain
Ho Sabz Sunehre Jaam Ata
Sarkar Bulaye Qadmon Mein
Jaaunga Ujaagar Qadmon Mein
Phir Chulunga Mein Arshe Baree
Ho Jaayenge Mere Arzo Samaa
Sarkar Bulaye Qadmon Mein
Wo Lamhe Aeyen Qurbat Ke
Simtee Ho Sadhiyan Lamhon Mein
Takhta Hoon Jadah Rehmat Ka
Sarkar Bulayein Kadmon Mein
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,977 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,906 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,896 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,499 views