SARKAR BULAE KADMO MAI NAAT LYRICS
Sarkar bulae kadmo me
Hajir ho dar akdas pe gada
Sarkar bulae kadmo me
Mohataj pe ho rahmat ki rida
Sarkar bulae kadmo me
Do izan salami ka mujko
Ek kaife-dawami ka mujko
Dhrakan Dhrakan ki hai ye dua
Sarkar bulae………………………………
Wo lamhe aae kurbat ke
Simti ho sadiya lamho me
Karta hu jaga rahamat ka
Sarkar bulae………………………………
Main pyas ke sahara mai khoya
Kante se halak me chubhte hain
Ho sabz sunehare jam ata
Sarkar bulae………………………………
Jaunga ‘ujagar’ kadmo me
Phir chhu lunga main arshe bari
Ho jayenge mere arjo sama
Sarkar bulae………………………………
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,551 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,825 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,724 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,146 views