Salam ay aamina ke laal, ay mahboob-e-subhani

Salam ay aamina ke laal, ay mahboob-e-subhani
salaam ay fakhre moujudaat, fakhre nou’e insaani.

tere aane se rounak aa geyi gulzaare hasti mein
shareeke haale qismat ho geya phir fazle rabbani

teri soorat teri seerat, tera naqsha tera jalwa
tabassum guftagoo banda nawazi khanda peshaani

tera dar ho mera sar ho, mera dil ho tera ghar ho
tamanna mukhtasar si hai, magar tamheed toulaani

salaam ay aatsheen zanjeere baatal torne waale
salam ay khaak ke toote hue dil jorne waale

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,658 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,576 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,292 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,195 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,092 views

Leave a Comment