RUTBA HI KUCH AISA HAI UNCHA AALA HAZRAT KA NAAT LYRICS
Rutba Hi Kuch Aisa Hai Uncha Aala Hazrat Ka
Duniya Bhar Me Hota Hai Charcha Aala Hazrat Ka
Mere Aala Hazrat Ko Nisbat Hai Sarkaar Se
To Kyun Na Khan Khan Khankega Sikka Aala Hazrat Ka
Baatil Ko Baatil Likhha Aur Haq Likhha Iss Waaste
Sab Fatwo(n) Par Bharee Hai Fatwa Aala Hazrat Ka
Aisa Din Bhi Ayega Saari Duniya Dekhegi
Ke Duniya Mein Lehrayega Jhanda Aala Hazrat Ka
Humko Ay Sajjad Ab Kya Koyi Behkayega
Jab Tak Mere Sar Par Hai Saaya Aala Hazrat Ka
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,203 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,452 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,546 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,503 views