RUKH SE PARDA AB APNE HATA DO NAAT LYRICS
Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do
Jaaliyo Per Nigahe Jami Hai
Apna jalwa isi mai dikhado
Jaliyon par nigahen jami hain
Faslo Ko Khudaya Mita Do
Jaaliyo Per Nigahe Jami Hai.
Apna jalwa isi mai dikhado
Jaliyon par nigahen jami hain
Gausul Azam Ho Gausul Wara Ho,
Noor Ho Noor e Salle Ala Ho
Kya Bayan Aapka Martaba Ho
Dastagir Aur Mushkil kusha Ho
Aaj Deedar Apna Kara Do
Jaaliyo Pe Nigahe Jami Hai
Wajd May Aayega Saara Aalam
Jab Pukarenge Ya Gause Azam
Woh Nikal Aayenge Jaliyo Se
Aur Qadmon May Gir Jayenge
Fir Kahenge Ke Bigdi Bana Do
Jaaliyo Per Nigahe Jami Hai
Shidat e gham say, ghabra gaya houn
Ab to jeenay say tang aa gaya houn
Har taraf app ko dhoundta hoon
Aur eik eik say yeh phuchta hoon
Koi paigham ho to bata doon
Jaaliyo Per Nigahe Jami Hai
Ek Mujrim Siyahkar Hu Mai
Har Khata Ka Sazawaar Hu Mai
Mere Charo Taraf Hai Andhera
Roshni Ka Talabgar Hu Mai
Ek Diya Hi Samajkar Jala Do
Jaaliyo Per Nigahe Jami Hai
Sun Rahe Hai Woh Fariyad Meri
Khak Hogi Na Barbaad Meri
Mai Kahin Bhi Maru Shah e Jeelaan
Rooh Pohnchegi Bagdaad Meri
Muj Ko Parwaz Ke Par Laga Do
Jaaliyo Per Nigahe Jami Hai
Fikr Dekho Khayalat Dekho
Ye Aqeedat Ye Jazbaat Dekho
Mai Hu Kya Meri Awqaat Dekho
Saamne Kaisi Hai Zaat Dekho
Aye ADEEB Apna Sar Ab Jhooka Do
Jaliyo Per Nigahe Jami Hai.
Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do Naat Lyrics
Naatkhwah – Alhaaz Owais Raza Qadri
Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do
Jaaliyo Par Nigahe Jami Hain
Faaslo Ko Khudara Mitaa Do
Jaaliyo Par Nigahe Jami Hain
Gausul Azam Ho Gausul Wara Ho
Noor Ho Noor E Salle Ala Ho
Kya Bayaan Aapka Martaba Ho
Dastageer Aur Mushkil Kusha Ho
Aaj Deedar Apna Kara Do
Jaaliyo Par Nigahe Jami Hain
Ek Mujrim Siyah Kaar Hu Main
Har Khata Ka Sajawar Hu Main
Mere Chaaron Taraf Hai Andhera
Roshni Ka Talabghar Hu Main
Ek Diya He Samajh Ke Jala Do
Jaaliyo Par Nigahe Jami Hain
Sun Rahe Hai Wo Fariyad Meri
Khaaq Hogi Na Barbaad Meri
Main Kahi Bhi Maru Shah E Jeelan
Rooh Pohchegi Baghdad Meri
Mujhko Parwaaz Ke Parr Laga Do
Jaaliyo Par Nigahe Jami Hain
Wajd Main Aayega Saara Aalam
Jab Pukarenge Ya Gaus E Azam
Wo Nikal Aayenge Jaaliyo Se
Aur Qadmo Mein Gir Jayenge Hum
Phir Kahenge Ke Bigdi Bana Do
Jaaliyo Par Nigahe Jami Hain
Fiqr Dekho Khayalaat Dekho
Ye Aqeedat Ye Jazbaat Dekho
Main Hu Kya Meri Auqaat Dekho
Saamne Kaisi Hai Jaat Dekho
Apne Sar Ko Adeeb Ab Jhuka Do
Jaaliyo Par Nigahe Jami Hain
Siddat E Ghum Se Ghabhra Gaya Hu
Ab To Jeene Se Tang Aa Gaya Hu
Har Taraf Aapko Dhundhta Hu
Har Ek Ek Se Ye Poochhta Hu
Koi Paigam Ho To Bata Do
Jaaliyo Par Nigahe Jami Hain
रुख से परदा अब अपना है दो
जालियों पर निगाहे जमी है
फासलों को ख़ुदारा मीटा दो
जालियों पर निगाहे जमी है
गौसुल आजम हो गौसुल वरा हो
नूर हो नूरे सल्ले अला हो
क्या बयां आपका मरतबा हो
दसतगीर और मुश्किल कुशा हो
आज दीदार अपना करा दो
जालियों पर निगाहे जमी है
एक मुजरिम सियाह कार हु में
हर खता का सजावार हू में
मेरे चारों तरफ़ है अंधेरा
रोशनी का तलबगार हु में
एक दीया ही समज के जला दो
जालियों पर निगाहे जमी है
सुन रहे हे वो फरियाद मेरी
खाक होगि न बरबाद मेरी
में कही भी मरू शाहे जीलां
रूह पोहचेगी बगदाद मेरी
मुजको परवाज के पर लागा दो
जालियों पर निगाहे जमी है
वज्द में आयेगा सारा आलम
जब पुकारेंगे या गौसे आजम
वो निकल आयेंगे जालियों से
और क़दमो में गिर जायेंगे हम
फीर कहेंगे के बिगड़ी बना दो
जालियों पर निगाहे जमी है
फ़िक्र देखो खयालात देखो
ये अकीदत ये जज़बात देखो
मैं हू क्या मेरी औकात देखो
सामने कैसी है जात देखो
अपने सर को अदिब अब झुका दो
जालियों पर निगाहे जमी है
सिदते गम से गभरा गया हू
अब जीने से तंग आ गया हू
हर तरफ आपको ढूंढता हू
हर एक एक से पूछता हू
कोइ पैगाम हो तो बता दो
जालियों पर निगाहे जमी है
રૂખ સે પરદા અબ અપને હટા દો
જાલીયોં પર નિગાહે જમી હૈં
ફાસલોં કો ખુદારા મીટા દો
જાલીયોં પર નિગાહે જમી હૈં
ગૌસુલ આઝમ હો ગૌસુલ વારા હો
નૂર હો નૂરે સલ્લે અલા હો
ક્યા બયાં આપકા મર્તબા હો
દસ્તગીર ઔર મુશકિલ કુશા હો
આજ દીદાર અપના કરા દો
જાલીયોં પર નિગાહે જમી હૈં
એક મુઝરીમ સિયાહ કાર હૂ મૈં
હર ખતા કા સજાવાર હુ મેં
મેરે ચારોં તરફ હૈ અંધેરા
રોશની કા તલબગાર હુ મેં
એક દિયા હી સમજ કે જલા દો
જાલીયોં પર નિગાહે જમી હૈં
સુન રહે હૈ વો ફરિયાદ મેરી
ખાક હોગી ના બર્બાદ મેરી
મૈં કહિ ભી મરુ શાહે જીલાં
રુહ પોહચેગી બગદાદ મેરી
મુઝકો પરવાઝ કે પર લગા દો
જાલીયોં પર નિગાહે જમી હૈં
વજદ મેં આયેગા સારા આલમ
જબ પુકારેંગે યા ગૌસે આઝમ
વો નિકલ આયેંગે જાલીયો સે
ઔર કદમોં મેં ગીર જાયેંગે હમ
ફિર કહેંગે કે બિગડી બના દો
જાલીયોં પર નિગાહે જમી હૈં
ફિક્ર દેખો ખયાલાત દેખો
યે અકીદત યે જઝબાત દેખો
મેં હુ ક્યા મેરી ઔકાત દેખો
સામને કૈસી હૈ જાત દેખો
અપને સર કો અદિબ અબ ઝુકા દો
જાલીયોં પર નિગાહે જમી હૈં
સીદ્દતે ગમ સે ગભરા ગયા હુ
અબ તો જીને સે તંગ આ ગયા હૂ
હર તરફ આપકો ધુંધતા હુ
હર એક સે યે પૂછતા હૂ
કોઈ પેગામ હો તો બતા દો
જાલીયોં પર નિગાહે જમી હૈં