Rukh Din Hai Ya Mehre Sama Ye Bhi Nahi Wo Bhi Nahi Lyrics

Rukh Din Hai Ya Mehr e Sama Yeh Bhi Nahi Woh Bhi Nahi Naat Lyrics

 

Rukh Din Hai Ya Mehr e Sama Yeh Bhi Nahi Woh Bhi Nahi Naat Lyrics
Rukh Din Hai Ya Mehr e Sama Yeh Bhi Nahi Woh Bhi Nahi Naat Lyrics,Rukh din hai ya mehr e sama naat wiht lyrics,

Rukh din hai ya mohar sama yeh bhi nahi woh bhi nahi

shab zulff ya mushk khata yeh bhi nahi woh bhi nahi

mumkin mein yeh qudrat kahan wajib mein ehdiyat kahan

heraan hon yeh bhi hai khata yeh bhi nahi woh bhi nahi

haq yeh ke hain abdul ala aur aalam e Amkaa(n) ke Shah

barzakh hain woh Sir khuda yeh bhi nahi woh bhi nahi

bulbul nay gul unko kaha qumri nay sarw e jaa(n)fiza

herat nay jhunjhla kar kaha ye bhi nahi wo bhi nahi

Khurshid tha kis zor par kya barh ke chamka tha Qamar

be parda jab woh rukh huwa yeh bhi nahi woh bhi nahi

dar tha ke Isyaa(n) ki saza ab ho gi ya roz e jaza

Di unki rehmat nay sada ye bhi nahi wo bhi nahi

koi hai Nazaan zuhad par ya husn e tauba hai Siper

yaan hai faqat teri ataa yeh bhi nahi woh bhi nahi

din Lahoo mein khona tjhe shab subah tak sona tjhe

sharam nabi khof e khuda yeh bhi nahi woh bhi nahi

rizq e khuda khaya kya farmaan haq taalla kya

Shukar karam taras saza yeh bhi nahi woh bhi nahi

hai bulbul rangi(n) Raza ya toti Naghma serra

haq yeh ke wasif hai tera yeh bhi nahi woh bhi nahi

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...27 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...21 views
नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया ! / Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Be-Misaal Aaya, Kamaal Aaya !नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया !...18 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...17 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...12 views

Leave a Comment