Ramzan e Madine Naat Lyrics
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Aati hai yahi lab pe
Dua Roz o Shabina
Ramzan e Madina
Ramzan me umre ki
Sa’adat mujhe de de
Aaqa ki Maa e Yeth
Mile hajj ka khazina
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina
Sehri ki woh raunak
Dar e Sarkar pe dekhe
Allah mera ghar bhi
Ho mehroom kahi na
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina
Iftar karu Masjid e Nabawi
Ke sehan me
Mil jaye meri zeest ko
Lamhath e Sakina
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina Jo
Guzar jaye karam se
Phir eid Ujagar ki ho
Haa Eid e Madina
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina
Popular Posts
Hai Noori Paseene Ki Mahak Se Ye Chaman Phoolहै नूरी पसीने की महक से ये चमन फूल | सर-ता-ब-क़दम है...4 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...3 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...2 views
Aankhon Ko Wo Pur Kaif Nazare Nahin Bhooleआँखों को वो पुर-कैफ़ नज़ारे नहीं भूले / Aankhon Ko Wo Pur...2 views
Abhi Razvi Salamat Hain Asad Iqbal Naat LyricsAbhi Razvi Salamat Hain, Asad Iqbal Naat Lyrics Abbasiyat Hai Kya...2 views