RAHE KHUDA MAIN SHOUQ SE SAR KO KATA GAYE HUSSAIN NAAT LYRICS
Rahe khuda main shouq se sar ko kata gaye hussain,
Haqq ke raza ke waste ghar ko loota gaye hussain
Nehze peh charr ke sarr balan kar gaye deen E mustafa,
Koshish kameyab se baat bana gaye hussain
Haqq ka alam liye outhe chaagaye qainaat parr,
deen ke doushmanon ka sarr neeche jhouka gaye hussain
Ansou lahoo ke aaj bhi rohti hai karbala ki khaak,
Zakhm har ik ke qalb mein kaisa laga gaye hussain
Ibne ali ki shaan kya touj se baya ho ey reeaz,
Jiss ki nahin misaal woh martabah pa gaye hussain
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,934 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,099 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...966 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...753 views