qalandaram ya mola lyrics

Khanda Peshani Se Har Sadma Uthate Hain Hussain
Ishq Ke Aadab Duniya Ko Sikhate Hain Hussain
Jab Guzarti Hai Kisi Dushwar Manzil Se Hayaat
Dafatan Har Mubtila Ko Yaad Ate Hain Hussain
Mohsine Insaniyat Hai Nau Nihal-E-Mustafa
Zulm Ki Zulmat Ko Duniya Se Mitate Hain Hussain
Khak Main Mil Jayega Ek Aan Main Tera Guroor
Aye Girohe Asqiyah Tashreef Late Hain Hussain
Kyun Na Hogi Hum Gunahgaron Ki Bakshish Hashr Main
Sar Hateli Par Liye Tashreef Late Hain Hussain
Mauj-E-Kausar Jis Pe Qurban Us Muqadas Khoon Se
Dastane ishq ko rangee banate hain Hussain..

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,552 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,825 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,724 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,150 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,894 views

Leave a Comment