Pukari laash pe Zehra mere Hussain Hussain

Pukari Laash pe Zehrra, Mere Hussain Hussain,Kafan bhi tune nahi paya Mere Hussain Hussain.

Ise liye Tujhe paala tha Fatima ne kyaPada hai Dhoop mein Laasham Mere Hussain Hussain

Nishan gale par, gareban ka shaak tha mujhkoGala who tegh se kata, Mere Hussain Hussain

Butool ne Tumhe paala tha pees kar chhakiFalak ne kyon tumhe peesa, Mere Hussain Hussain

Mere Gareeb, mere Faaqa Kash, Mere pyase yMere Shaheed e Tammana, Mere Hussain Hussain

Mai aayi hu tere rone ko khuld se betaMujhe do uthke dilaasa, Mere Hussain Hussain

Basi hai Shaam ki basti, Madina viraan haiMazaar hai mera sonaa, Mere Hussain HussainPukari Laash pe Zehrra, Mere Hussain Hussain

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,279 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,980 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,948 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,629 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,102 views

Leave a Comment