peeron ka peer hai raushan zameer hai qawwali lyrics in hindi and english

Peero Ka Peer Hai Raushan Zameer Hai Manqabat Lyrics

 

Peero Ka Peer Hai Raushan Zameer Hai
Baghdaad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai

Nabi Ke Noor Se Pur Noor Unka Seena Hai
Isiliye Unhe Raushan Zameer Kehte Hai
Ghulame Gaus Hai Aazad Kar Diya Tujhko
Yeh Mujhse Qabr Me Munkar Nakeer Kehte Hai

Peero Ka Peer Hai Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai

Na Mai Huqumat Mangu Taaje Shahi Na Mangu
Mangu Toh Kiske Dar Se Tera Fakeer Ho Ke
Gaus Sakhawat Teri Sabse Benazeer Hai

Peero Ka Peer Hai Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai

Mehboobe Subhani Hai Kindil E Noorani Hai
Woh Hai Aaqa Ke Pyaare Maula Ali Ke Taare
Dilbar Zahra Ka Zille Shabbar O Shabbir Hai

Peero Ka Peer Hai Raushan Zameer Hai
Baghdad Wala Dulha Sabka Dastagir Hai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,143 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,950 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,928 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,586 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,034 views

Leave a Comment