PATTA PATTA BOOTA BOOTA ZIKR E KHUDA MEIN KHOYA NAAT LYRICS

PATTA PATTA BOOTA BOOTA ZIKR E KHUDA MEIN KHOYA NAAT LYRICS

 

Patta patta boota boota zikr e khuda mein khoya

Dali dali guncha guncha zikr e khuda mein khoya

Patta patta boota boota ………………………………………

 

Kariya kariya wadi wadi gulshan gulshan zakir

Katra katra zarra zarra zikr e khuda mein khoya

Patta patta boota boota ………………………………………

 

Kurmi kurmi tuti tuti bulbul bulbul hamid

Chidiya maina har parwana zikr e khuda mein khoya

Patta patta boota boota …………………………………………

 

Parbat parbat dharati dharati ambar ambar wasif

Sahara sahara dariya dariya zikr e khuda mein khoya

Patta patta boota boota …………………………………………

 

Rimzim rimzim girti baaris geet usi ke gaae

Chalta dariya behata zarna zikr e khuda mein khoya

Patta patta boota boota …………………………………………

 

Sundar sundar dil ke andar naam ‘ujadar’ uske

Meri ja ka gausha gausha zikr e khuda mein khoya

Patta patta boota boota …………………………………………

 

PATTA PATTA BOOTA BOOTA ZIKR E KHUDA MEIN KHOYA NAAT LYRICS
PATTA PATTA BOOTA BOOTA ZIKR E KHUDA MEIN KHOYA NAAT LYRICS

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment