Noore Khazra Se Dil Jagmaga Lijiye Naat lyrics
Noore Khazra se dil jagmaga lijiye
Apna sina Madina bana lijiye
Jo bhi dekhe Muhammad ka shaida kahe
Apna kirdaar aisa bana lijiye
Zeheno dil par ho taari udaasi agar
Naat e SalleAllah gunguna lijiye
Dushmani par tula hai yeh sara jaha
Ab khabar aye mere Mustafa lijiye
Ab to aane ko hi hai pyaame azal
Mujhko sarkar Taiba bula lijiye
Aaftab e Qiyamat hi shola fagan
Apne daaman me Aaqa chupa lijiye
Peshe Khazra pahuch kar adab ke liye
Soaz apni nigahe jhuka dijiye
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,360 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...528 views