Nematen Bantta Jis Samt Wo Zee Shaan Gaya Lyrics | Aala Hazrat | Full Naat in Hindi, Urdu, Roman

ℹ️ Naat Info (Naat Ki Jankari)

AttributeDetail
Kalam (Title)Ne’mateñ Baant’ta Jis Samt Wo Zee-Shaan Gaya
Shayar (Poet)Imam Ahmed Raza Khan Barelvi (Aala Hazrat)
Book (Kitab)Hadaiq-e-Bakhshish
GenreNaat-e-Rasool (ﷺ)

📜 Lyrics (Bol)

Ne’mateñ Baant’ta Jis Samt (Roman English)

Ne’mateñ Baant’ta Jis Samt Wo Zee-Shaan Gaya Saath Hee Munshi e Rahmat Ka Qalam-Daan Gaya Le Khabar Jald Ke Ghayroñ Ki Taraf Dhiyaan Gaya Mere Mawla, Mere Aaqa Tere Qurbaan Gaya Aah! Wo Aankh Ke Naa-Kaam e Taman’na Hee Rahi Haa-e Wo Dil Jo Tere Dar Se Pur Armaan Gaya Dil Hai Wo Dil Jo Teri Yaad Se Ma’moor Raha Sar Hai Wo Sar Jo Tere Qadmoñ Pe Qurbaan Gaya Unheñ Jaana Unheñ Maana Na Rakha Ghayr Se Kaam Lil’laahil Hamd Maiñ Dunya Se Musalmaan Gaya Awr Tum Par Mere Aaqa Ki ‘Inaayat Na Sahi Najdiyoñ Kalma Parhaane Ka Bhi Ehsaan Gaya Aaj Le Unki Panaah Aaj Madad Maang Un Se Phir Na Maanenge Qiyaamat Me Agar Maan Gaya Uf Re Munkir Ye Barha Josh e Ta’as’sub Aakhir Bheer Me Haath Se Kam Bakht Ke Imaan Gaya Jaan o Dil Hosh o Khirad Sub To Madine Pahunche Tum Nahiñ Chalte RAZA Saara To Saamaan Gaya

नेमतें बांटता जिस सिम्त वो ज़ी-शान गया (Hindi)

नेमतें बांटता जिस सिम्त वो ज़ी-शान गया साथ ही मुंशी-ए-रहमत का क़लम-दान गया ले ख़बर जल्द के ग़ैरों की तरफ़ ध्यान गया मेरे मौला, मेरे आक़ा, तेरे क़ुरबान गया आह! वो आँख के ना-काम-ए-तमन्ना ही रही हाए वो दिल जो तेरे दर से पुर-अरमान गया दिल है वो दिल जो तेरी याद से मामूर रहा सर है वो सर जो तेरे क़दमों पे क़ुरबान गया उन्हें जाना उन्हें माना ना रखा ग़ैर से काम लिल्लाहिल-हम्द मैं दुनिया से मुसलमान गया और तुम पर मेरे आक़ा की इनायत ना सही नज्दियों! कलमा पढ़ाने का भी एहसान गया आज ले उनकी पनाह आज मदद मांग उनसे फिर ना मानेंगे क़यामत में अगर मान गया उफ़ रे मुन्किर ये बढ़ा जोश-ए-तअस्सुब आख़िर भीड़ में हाथ से कम-बख़्त के ईमान गया जान-ओ-दिल, होश-ओ-ख़िरद, सब तो मदीने पहुंचे तुम नहीं चलते रज़ा, सारा तो सामान गया

نعمتیں بانٹتا جس سمت وہ ذی شان گیا (Urdu)

نعمتیں بانٹتا جس سمت وہ ذی شان گیا ساتھ ہی منشیِ رحمت کا قلم دان گیا لے خبر جلد کہ غیروں کی طرف دھیان گیا میرے مولا، میرے آقا، ترے قربان گیا آہ! وہ آنکھ کہ ناکامِ تمنا ہی رہی ہائے وہ دل جو ترے در سے پُر ارمان گیا دل ہے وہ دل جو تری یاد سے معمور رہا سر ہے وہ سر جو ترے قدموں پہ قربان گیا اُنھیں جانا اُنھیں مانا نہ رکھا غیر سے کام لِلّٰہِ الْحَمْد میں دنیا سے مسلمان گیا اور تم پر مرے آقا کی عنایت نہ سہی نجدیو! کلمہ پڑھانے کا بھی احسان گیا آج لے اُن کی پناہ آج مدد مانگ اُن سے پھر نہ مانیں گے قیامت میں اگر مان گیا اُف رے منکر یہ بڑھا جوشِ تعصب آخر بھیڑ میں ہاتھ سے کم بخت کے ایمان گیا جان و دل، ہوش و خرد، سب تو مدینے پہنچے تم نہیں چلتے رضاؔ، سارا تو سامان گیا

નેમતેં બાંટતા જિસ સમ્ત વો ઝી-શાન ગયા (Gujarati)

નેમતેં બાંટતા જિસ સમ્ત વો ઝી-શાન ગયા સાથ હી મુન્શી-એ-રહમત કા કલમ-દાન ગયા લે ખબર જલ્દ કે ગૈરોં કી તરફ ધ્યાન ગયા મેરે મૌલા, મેરે આકા, તેરે કુરબાન ગયા આહ! વો આંખ કે ના-કામ-એ-તમન્ના હી રહી હાય વો દિલ જો તેરે દર સે પુર-અરમાન ગયા દિલ હૈ વો દિલ જો તેરી યાદ સે મામૂર રહા સર હૈ વો સર જો તેરે કદમોં પે કુરબાન ગયા ઉન્હેં જાના ઉન્હેં માના ના રખા ગૈર સે કામ લિલ્લાહિલ-હમ્દ મેં દુનિયા સે મુસલમાન ગયા ઔર તુમ પર મેરે આકા કી ઇનાયત ના સહી નજદિયોં! કલમા પઢાને કા ભી એહસાન ગયા આજ લે ઉનકી પનાહ આજ મદદ માંગ ઉનસે ફિર ના માનેંગે કયામત મેં અગર માન ગયા ઉફ રે મુન્કિર યે બઢા જોશ-એ-તઅસ્સુબ આખિર ભીડ મેં હાથ સે કમ-બખ્ત કે ઈમાન ગયા જાન-ઓ-દિલ, હોશ-ઓ-ખિરદ, સબ તો મદીને પહુંચે તુમ નહીં ચલતે રઝા, સારા તો સામાન ગયા

📚 Kalam Ki Tashreeh (Explanation)

Sher 1: “Ne’mateñ Baant’ta Jis Samt Wo Zee-Shaan Gaya…”
Matlab: Mere Aaqa, Huzoor ﷺ jis taraf bhi gaye, wahan Allah ki ne’matein aur rahmatein bant’te hue gaye. Aisa lagta tha ke jahan woh jaate hain, Allah ki Rahmat ka khazana unke saath chalta hai.


Sher 5: “Unheñ Jaana Unheñ Maana Na Rakha Ghayr Se Kaam…”
Matlab: Aala Hazrat farma rahe hain ke maine sirf Apne Nabi ﷺ ko hi jaana aur unhi ko maana. Unke siwa kisi doosre se koi kaam nahi rakha. Allah ka shukr hai ke main is haal mein duniya se gaya ke main Musalman tha.


Sher 9: “Jaan o Dil Hosh o Khirad Sub To Madine Pahunche…”
Matlab: Aala Hazrat apne aap se keh rahe hain ke “Aye Raza! Meri jaan, mera dil, meri aqal, sab kuch to Madine pahunch chuka hai. Bas mera jism yahan reh gaya hai. Jab sab saamaan Madine chala gaya hai to tu kyun nahi chalta?”

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,058 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...905 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...747 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...520 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...476 views

Leave a Comment