Nana Hai Lajawab Nawasa Hai Lajawab Lyrics
Nana Hai Lajawab Nawasa Hai Lajawab Lyrics
Nana Hai Lajawab Nawasa Hai Lajawab Lyrics
Nana Hai Lajawab Nawasa Hai Lajawab
Donon Jahan Mein Aapka Kumba Hi Lajawab.
Apne Lahu Se Sincha Hai Islam Ka Chaman
Pyare Husain Tera Gharaana Hai Lajawab.
Uski Misal Laye Zamane Mein Dam Nahin
Beti Rasule Pak Ki Zehra Hain Lajawaab.
Khayber Ka Kila Hath Se Jinke Phateh Hua
Damad Rasule Pak Ka Haider Hai Lajawab.
Mukhtar E Kaynaat Nahin Koi Doosra
Yani Hassan Hussain Ka Nana Hai Lajawab.
Tere To Wasf Aibe Tanahi See Hain Baree
Ahmad Raza Ki Naat Ka Misra Hai Lajawab.
Wo Peer Jisko Dekh Kar Aaye Khuda Ki Yaad
Tajushariya Ka Mere Chehra Hai Lajawab.
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,593 views
