Na Daulat Na Shohrat Ko Pane Ki Khatir Naat Lyrics

Na Daulat Na Shohrat Ko Pane Ki Khatir Naat Lyrics

 

Na Daulat Na Shohrat Ko Pane Ki Khatir

Padhun Naat Rab Ko Manane Ki Khatir

ना दौलत ना शोहरत को पाने की ख़ातिर

पढ़ूँ नात रब को मनाने की ख़ातिर

 

Shab o Roz Rab Se Dua Kar Raha Hun

Dare Mustafa Par Main Jaane Ki Khatir

शबो रोज़ रब से दुआ कर रहा हूँ

दरे मुस्त़फ़ा पर मैं जाने की ख़ातिर

 

Gaye Karbala Me Hussain Ibne Haider

Shari’at Nabi Ki Bachane Ki Khatir

गए कर्बला में हुसैन इब्ने हैदर

शरीअ़त नबी की बचाने की ख़ातिर

 

Mujhe Hashr Ka Koi Khatra Nahin Hai

Wo Aa Jayenge Bakhshwane Ki Khatir

मुझे हश्र का कोई ख़तरा नहीं है

वो आ जाएंगे बख़्शवाने की ख़ातिर

 

Saleem Aayenge Wo Ba-Roz-E-Qayamat

Hame Rab Se Jannat Dilane Ki Khatir

सलीम आएंगे वो बरोज़े कयामत

हमें रब से जन्नत दिलाने की ख़ातिर

 

Na Daulat Na Shohrat Ko Pane Ki Khatir

Padhun Naat Rab Ko Manane Ki Khatir

ना दौलत ना शोहरत को पाने की ख़ातिर

पढ़ूँ नात रब को मनाने की ख़ातिर

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,304 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...848 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...499 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...426 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...401 views

Leave a Comment