Mustafa Maujood Hain Naat Lyrics – मुस्तफ़ा मौजूद हैं

Mustafa Maujood Hain Naat Lyrics – मुस्तफ़ा मौजूद हैं
By Payal Patel / Leave a Comment / Naat
Mustafa Maujood Hain Naat Lyrics – मुस्तफ़ा मौजूद हैं

 

Mustafa, Mustafa, Mustafa

 

Jaam Kausar Ka Pilane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa, Mustafa, Mustafa

 

Gham Ke Maro Muskurao Rahmat E Kauno Maka.N

Ghamzadon Ke Gham Uthane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa, Mustafa, Mustafa

 

Aasi Ummat Ko Sare Mahshar Hamare Mustafa

Naar E Dozakh Se Bachane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa, Mustafa, Mustafa

 

Qabr Ki Tarikiyon Ki Fikr Ham Kyunkar Karen

Aap Jab Jalwa Dikhane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa, Mustafa, Mustafa

 

Aapke Hote Huye Kaise Paresha.N Ho Koi

Aap Roton Ko Hasane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain

Mustafa, Mustafa, Mustafa

 

Mustafa Maujood Hain Naat Lyrics Hindi
मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा

 

जाम कौसर का पिलाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा

 

ग़म के मारो मुस्कुराओ रह़मत-ए-कौनो मकां

ग़मज़दों के ग़म उठाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा

 

आसी उम्मत को सरे महशर हमारे मुस्तफ़ा

नारे दोज़ख़ से बचाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा

 

क़ब्र की तारीकियों की फ़िक्र हम क्यूँकर करें

आप जब जल्वा दिखाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा

 

आपके होते हुए कैसे परेशां हो कोई

आप लोगों को हंसाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं

मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा, मुस्तफ़ा

 

Recited By: Islam Barkati

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...197 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...102 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...88 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...83 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...78 views

Leave a Comment