Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi Naat Lyrics
Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi
Aata Bhi Kese Jab Allah Ne Banaya Hi Nahi
Koi Saani Naa Hai RAB Ka Naa Mere AAQA Ka
Ek Ka Jism Nahi Ek Kaa Saaya Hi Nahi
Qabr Mein Jab Kaha Sarkaar Ne Ye Mera Hai,
Fir Firishto Ne Mujhe Haath Lagaaya Hi Nahi
Zulf WALLAIL Hai Rukh WADDUHA Maazaag Aankhe,
Is Tarah RAB Ne Kisi Ko Bhi Banayaa Hi Nahi
Lautkar Aa Gaya MAKKA’H Se MADEENA Naa Gayaa,
Kaise Jaata Tujhe AAQA Ne Bulayaa Hi Nahi
Jab Se Darwaze Pe Likha Hun Main AALAHAZRAT,
Koi Gustakhe NABI Ghar Mere Aaya Hi Nahi
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,282 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,981 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,950 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,630 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,107 views