Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani Naat Lyrics

Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani Naat Lyrics

 

Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani .. ( 2
Dasht E Gurbat Main Na Youn Thokarain Khata Pani ..(2

Kon Kehta Hain Ke Pani Ko Tarste The Hussain …(2
Unke Honton Ko Tarsta Raha Pyasa Pani …(2
Muh Se Ek Baar Laga….

Mast Liye Ye Hazrate Abbas To Dekhe Koi …(2
Nehre Kadmo Me Thi Aur Muhse Na Manga Pani …(2
Muh Se Ek Baar Laga….

Galche Be Dardo Me Pyasa Hi Sahid Ko Kiya …(2
Sabiro Ke Magar Ankho Me Na Aaya Pani …(2
Muh Se Ek Baar Laga….

Ali Asghar Jo Agar Pi Lete Pani Ka Ek Katra …(2
Fir Ye Hota Anmol Na Hota Pani …(2
Muh Se Ek Baar Laga…

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,147 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,956 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,929 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,587 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,037 views

Leave a Comment