mubarak tumhein ham kahenge lyrics

mubarak tumhein ham kahenge lyrics

 

mubarak tumhein ham kahenge
tere naam lete zamaane rahenge

tu beaab bedaag mariam kawaari
tere hi wasile ne duniya sawari

khuda paak ne ki teri tarfdaari
tere har zabaan pe taraane rahenge

farishton se milti hsi teri gawahi
tujhe hi se hai qudrat ne qudrat dikhayi

tere begane dil se duniya basaayi
teri azmaton ke fasaane rahenge

labon ne chua jab se teri sada ko
tere naam se maine paaya khuda ko

meri zindagi ki jagaaya ada ko
bhare yaad tere khazaane rahenge

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,294 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,985 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,952 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,634 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,115 views

Leave a Comment