Mere Wirde Lab Hai Nabi Nabi Naat Lyrics

Mere Wirde Lab Hai Nabi Nabi Naat Lyrics
Mere wirde lab hai Nabi Nabi
Mera dil makane habeeb hai
Mai Mareez e Ishq e Rasool hu
Woh habeeb mera tabeeb hai

Mera us gali se hai raabta
Jaha sar jukhaate hai Ambiya
Jaha rehmato ka nuzool hai
Woh joh Arsh e Haq ke kareeb Hai

Mere wirde lab hai Nabi Nabi
Mera dil makane habeeb hai
Mai Mareez e Ishq e Rasool hu
Woh habeeb mera tabeeb hai

Mai Gum o Alam me hu mubtala
Koi kya karega meri dawa
Mera do jaha me tere siwa
Shaha aur kaun tabeeb hai

Mere wirde lab hai Nabi Nabi
Mera dil makane habeeb hai
Mai Mareez e Ishq e Rasool hu
Woh habeeb mera tabeeb hai

Woh bhi khoob din the malaaika
Mere saamne the joh sar nigoon
Woh mera urooje kamaal tha
Yeh zawaal kitna ajeeb hai

Mere wirde lab hai Nabi Nabi
Mera dil makane habeeb hai
Mai Mareez e Ishq e Rasool hu
Woh habeeb mera tabeeb hai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,193 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,445 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,544 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,502 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,273 views

Leave a Comment