Mere Moin Mere Mushkil Kusha Ghareeb Nawaz Lyrics
Mere Moiñ Mere Mushkil Kusha Ghareeb Nawaz
Har Haal Meiñ Mere Haajat Rawa Ghareeb Nawaz.
Rahe Ho Aur Rahoge, Ye Mera Eemañ Hai
Dayaar e Hind Ke Maalik Sada Ghareeb Nawaz.
Qutab, Fareed o Nizaam o Naseer o Sabir Meiñ
Hai Faiz Aap Ka Jalwa Numa Ghareeb Nawaz.
Tumhare Dar Pe Maruñ, Mar Ke Khaak Ho Jaauñ
Na Karna Dar Se khudara juda Ghareeb Nawaz.
Bujha Saka Na Koi Aur Na Bujh Sakega Kabhi
Charagh e Silsila e Chishtiya Ghareeb Nawaz.
Faqeer Sayyad e Bekas Ki Dono Aalam meiñ
Tumhare Haath Hai Sharm o Haya Ghareeb Nawaz.
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,150 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,587 views