Mere Dil Ki zamee Par Hai,Qadam Zahra Ke Bachcho Ka Naat Lyrics

Mere Dil Ki zamee Par Hai,Qadam Zahra Ke Bachcho Ka Naat Lyrics

 

Mere Dil Ki zamee Par Hai,Qadam Zahra Ke Bachcho Ka
Mere Dil Ki zamee Par Hai, Qadam Zahra Ke Bachcho Ka

Zamane Ka Koi Bhi Ranj Usay Ruswa Nahi Karta
Sakoonat Paale Jis Seena Me, Gham Zahra ke Bachcho Ka

Mere Dil Ki Sate Par Hai, Qadam Zahra Ke Bachon Ka

Hazaron koshish-E-Karli Zamane Ne Jhukane ki
Mujhe Jhukne Nahi Deta , Bharam Zahra Ke Bachon Ka

Mere Dil Ki zamee Par Hai, Qadam Zahra Ke Bachcho Ka

Nabi Ke Deen Ki Khatir Kiye Qurbaan Bahattar Sar
Bhulayen Kis Tarah Aehshan Ham Zahra Ke Bachchon Ka

Mere Dil Ki zamee Par Hai, Qadam Zahra Ke Bachcho Ka

Hajaaro Didawar Sadqe Zaneene Qarbala Tujh Par
Teri Nazron Ne Dekha Hai Azam Zahra ke Bachchon Ka

Mere Dil Ki zamee Par Hai, Qadam Zahra Ke Bachcho Ka

Khuda Ke Fazl Se Izne Ziyarat Ka Saraf Paaya
Zahe Kismat Me Dekh Aaya Haram Zahra Ke Bachcho Ka

Mere Dil Ki zamee Par Hai, Qadam Zahra Ke Bachcho Ka

Gulistan-e-payambar Ka Har Ek Gul Hai Gul-e-tanweer
Mumaasil Hi Nahi Rab Ki Kasam! Zahra Ke Bachcho Ka

submit by Subhan Rangrej

मेरे दिल की सतह पर है क़दम ज़हरा के बच्चों का
मेरी नस्लों पे है दस्त-ए-करम ज़हरा के बच्चों का

मेरे दिल की जमीं पर है क़दम ज़हरा के बच्चों का
मेरी नस्लों पे है दस्त-ए-करम ज़हरा के बच्चों का

ज़माने का कोई भी रंज उसे रुस्वा नहीं करता
सुकूनत पा ले जिस सीने में ग़म ज़हरा के बच्चों का

हज़ारों कोशिशें कर ली ज़माने ने झुकाने की
मुझे झुकने नहीं देता भरम ज़हरा के बच्चों का

नबी के दीन की ख़ातिर किए क़ुर्बां बहत्तर सर
भुलाएँ किस तरह एहसान हम ज़हरा के बच्चों का

हज़ारो दीदा-वर सदक़े ज़मीन-ए-कर्बला तुझ पर
तेरी नज़रों ने देखा है ‘अज़म ज़हरा के बच्चों का

ख़ुदा के फ़ज़्ल से इज़्न-ए-ज़ियारत का शरफ़ पाया
ज़हे-क़िस्मत मैं देख आया हरम ज़हरा के बच्चों का

गुलिस्तान-ए-पयंबर का हर इक गुल है गुल-ए-तनवीर
मुमासिल ही नहीं, रब की क़सम ! ज़हरा के बच्चों का

शायर:
तनवीर चिश्ती

नात-ख़्वाँ:
मीलाद रज़ा क़ादरी
हाफ़िज़ अहसन क़ादरी
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
ज़ोहैब अशरफ़ी

ગુજરાતી

મેરે દિલ કી ઝમીં પર હૈ કદમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)
મેરી નસ્લોં પે હૈ દસ્તે કરમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

મેરે દિલ કી ઝમીં પર હૈ કદમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

ઝમાને કા કોઈ ભી રંજ ઉસે રૂસ્વા નહીં કરતા (x2)
સુકુનત પા લે જીસ સીને મેં ગમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

મેરે દિલ કી ઝમીં પર હૈ કદમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

હજારોં કોશીશે કરલી ઝમાને ને ઝુકાને કી (x2)
મુજે ઝુકને નહીં દેતા ભરમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

મેરે દિલ કી ઝમીં પર હૈ કદમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

નબી કે દીન કી ખાતીર કિયે કુર્બાં બહત્તર સર (x2)
ભુલાયેં કિસ તરહ એહસાન હમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા

મેરે દિલ કી ઝમીં પર હૈ કદમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

હજારો દિદવર સદકે ઝમીને કર્બલા તુજ પર (x2)
તેરી નઝરોં ને દેખા હૈ અઝમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

મેરે દિલ કી ઝમીં પર હૈ કદમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

ખુદા કે ફઝલ સે ઇઝને ઝિયારત કા સરફ પાયા
ઝહે કિસ્મત મેં દેખ આયા હરમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા

મેરે દિલ કી ઝમીં પર હૈ કદમ ઝહરા કે બચ્ચોં કા (x2)

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,353 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment