MERA DIL OR MERI JAAN NAAT LYRICS
mera dil or meri jaan madine wale
tuzpe so jaan se kurbaan madine wale
likhde likhde meri kismat me madina likhde
hain tari milk kalam-dan madine wale
mera dil or meri jaan ………………
bharde bharde mere aaka meri zoli bharde
ab na rakh be-saro saman madine wale
mera dil or meri jaan………………………………
kam aati hain teri zat har ek dukhiya ke
meri mushkil bhi ho aasan madine wale
mera dil or mari jaan………………………………
phir tamannae ziyarat ne kiy dil bechen
phir madine ka hain armaan madine wale
mera dil or mari jaan………………………………
sage taybah muje sab kehke pukar ‘bedam’
yahi rakhkhe meri pehachan madine wale
mera dil or mari jaan………………………………

Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...525 views