MEIN CHUP KHRA HUVA HUN DARBAR-E-MUATAFA MEIN NAAT LYRICS

MEIN CHUP KHRA HUVA HUN DARBAR-E-MUATAFA MEIN NAAT LYRICS

 

Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein
Ankhon Se Bolta Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Mera Wajood Jese Gum Ho K Reh Gya Ha
Khud Se Bicher Gya Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Mahsus Ho Rha Tha Sadiyan Simat Gy Han
Kuch Der Hi Rha Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Kya Ab B Mere Rab Ka Muj Pe Karam Na Ho Ga
Ab Tou Mein Aa Gya Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Ansu Ndamton K Han Chashm-E-Tar Se Jari
Chup Chup K Ro Rha Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Allah Meri Qismat Barsat Rahmaton Ki
Ankhon Se Dekhta Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Kirnen Nikal Rhi Han Mere Wajood Se B
Khurshid Bn Gya Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Dill Mein Sma Gy Ha Apnaiyat Ki Khushbu
Jis Jis Se Mein Mila Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Ijaz Meri Mitti Ab Ho Gy Ha Sunwara
Mein Kimiya Bna Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein
Ankhon Se Bolta Hun Darbar-E-Mustafa Mein

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,203 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,452 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,546 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,503 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,273 views

Leave a Comment