MAIN NAZAR KARUN JAAN O JIIGAR NAAT LYRICS
Main nazar karun jaan o jiigar, kesa lage gaa
Rakhdu daar – e – Sarkaar peh sar, kesa lage gaa
Aja’e mukadar seh meray, ghar joh shahedii
Main kesa lagun gaa, meraa ghar kesa lage gaa
Jaab duur seh hai itna haseen, Ghumbad – e – Hazra
Is paar seh esa hai, udar kesa lage gaa
Sarkaar neh daar peh tujhe, bulwaya hai maangte
Jaab ko’ii mujhe deh gaa khabar, kesa lage gaa
Jis haath seh likhun gaa, Muhammad ka qaseeda
Us haath meh Jibre’il ka par, kesa lage gaa
Ghaus – ul – waraa seh puchlo, ik roz yeh chaal kar
Baghdad seh tayba ka safar, kesa lage gaa
Aja’e mukadar seh meray, ghar joh shahedii
Main kesa lagun gaa, meraa ghar kesa lage gaa
Rakhlun gaa imaame peh, joh na’alen – e – muqadas
Shaho keh muqabil meraa sar, kesa lage gaa
MAIN TO AASHIQ HU NABI KA NAAT LYRICS
main to aashiq hu nabi ka
main to aashiq hu nabi ka
zikre sarwar mai muje khoya huva rehane do
isme duniya jo khafa hain to khafa rehane do
ya muhmmad(saw) ka wazifa hai labo par har gam
dil ko bas yaade muhmmad(saw) mai fanaa rahane do
main to aashiq hu nabi……………………………………………..
dil mai nabi ki yaade ne dera jama liya
sare gamo se aap ke gam ne bacha liya
qubaan jao ya nabi tera makam par
tumne to paththaro ko bhi kalama parha liya
wiraniya na aaegi aankho mai ab kabhi
khake dare rasul ka surma laga liya
sine mai hai bahar sa maila laga huwa
jab se tumhare dard ko mehma bana liya
main to aashiq hu nabi………………………….
gulamiye rasul ka tohafa saja ke dekh
nadan unke darpe tu sar ko zuka ke dekh
aati hai kese josh mai rahmat huzur ki
tu dastane gam zara unko suna ke dekh
kadmo mai tere honge khzane jahan ke
ik bar unke naam pe sab kuch luta ke dekh
main to aashiq hu nabi……………………………..
jaha jaha bhi gaae wo karam hi karte gaae
kisi ne manga na manga wo zoli bharte gaae
ye unki banda nawazi ka hi karam hai ke
mere nasib the bigare magar sawarate gaae
main unki dar ki gulami pe kyu na naaz karu
sahara unka raha din mere guzrat gaae
main to aashiq hu nabi……………………………..