Main Bhi Roza Rakho Ge Ya Allah Taufeeq De Lyrics

Main bhi Roze rakhunga Ya Allah taufiq de Lyrics by Kaif and Saif in English ~ Hindi

Roman (Eng) :
Mai.n bhi Roze rakkhunga, Ya Allah ! taufiq de
Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de

Jaisaa Tu chaahta hai waisaa Allah Muje banaa
Rizke Halaal kamaun Mein Ya Allah taufiq de

Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de

Sub-ha Sawere uth ke Allah Padhun Namaz Mein Teri
Allah Miyaan ab to karde Qismat acchhi Meri

Farz Apne nibhaun Mein Ya Allah tofeeq de
Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de

Aankhon mein Nadaamat khaali joli Allah arz ye sun le
Tauba ke dar khol Ya Allah ab to Meri sun le

Gunaah Apne bakhshaaun Mein Ya Allah taufiq de
Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de

Kaisar ko bhi Ya Allah Tera bulaawa aaye
Kaabe ki Mein karun ziyaarat Dil Mera ye chaahe

Isi Mahine jaaun Mein Ya Allah tofeeq de
Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de

हिंदी :
में भी रोज़े रखूँगा या अल्लाह तौफ़ीक़ दे
नमाज़ें पड़ने जाऊं में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे

जैसा तू चाहता है वैसा अल्लाह मुझे बना
रिज़्क़े हलाल कामों में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे

नमाज़ें पड़ने जाऊं में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे

सुबह सवेरे उठ कर अल्लाह पढू नमाज़ में तेरी
अल्लाह मियाँ अब तो कर दे क़िस्मत अच्छी मेरी

फ़र्ज़ अपने निभाऊं में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे
नमाज़ें पड़ने जाऊं में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे

आँखों में नदामत खली जोली अल्लाह अर्ज़ ये सुन ले
तौबा के दर खोल या अल्लाह अब तो मेरी सुन ले

गुनाह अपने बख्शाऊँ में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे
नमाज़ें पड़ने जाऊं में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे

कैंसर को भी या अल्लाह तेरा बुलावा आये
काबे की में करूँ ज़ियारत दिल मेरा ये चाहे

इसी महीने जाऊं में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे
नमाज़ें पड़ने जाऊं में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...258 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...144 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...113 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...107 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...103 views

Leave a Comment