Madad Kijiye Ya Imam E Zamana Lyrics

MADAD KIJIYE YA IMAM-E-ZAMANA (AJF)

 

MADAD KIJIYE YA IMAM-E-ZAMANA
HATA DIJIYE GHAIBAT KA PARDA KHUDARA
PARDA KHUDARA MADAD KIJIYE YA IMAM-E-ZAMANA

BADI AAFTE HAI ZAMANE PE MAWLA
PARESHAN SHIA KAHA JAYE MAWLA
PUKARA TUMHE JAB HUWA DIL JO MUZTAR, MADAD KIJIYE……..

BALAYE HAI GERI NAHI KOI SAATHI
ANDHERA HAR SU UDASI HAI CHHAYI
TUHARE KADAM SE HO DUNIYA MUNAWER, MADAD KIJIYE………

BHAWARME HAI KISHTI BACHANEKO AAWO
GHAME ZINDAGI SE CHHUDANE KO AAWO
MUHAMMAD KI JAAN HO SAFINE KE LANGAR, MADAD KIJIYE……..

GUNEH GHAR HU AUR SHARMINDA MAWLA
MAGAR AAP PAR HAI MUJKO BHAROSA
KARO REH BARI AB BARA-E-PAYAMBAR, MADAD KIJIYE……..

TAMANNA YE DIL ME BAHOT KUCHH HAI MERE
HAI UMMID HOGI BAHOT JALD PURI
MERE HAQ ME KAR DIJIYE JO KUCHH HO BEHTAR, MADAD KIJIYE…………
HAME KARBALA ME HO JAANA MAYASSAR
MADAD KIJ-YE MAWLA HAI DILKI YE HASRAT
ZARH-E-MUQADDAS SE HO AANKHE LAGANA, MADAD KIJIYE……….

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,575 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,292 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,195 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,091 views

Leave a Comment