lo jhoom ke naam muhammad ka is naam se raahat hoti hai | Barkate Raza

lo jhoom ke naam muhammad ka
is naam se raahat hoti hai

is naam ke sadke bant te hain
is naam se barkat hoti hai

yeh shaan e karam allah ghani
jitna diya sarkar ne mujhko utni meri aukaat nahi
yeh to karam hai unka warna mujh mein koi baat nahi

mangte khaali haath na lautein
kitni mili khairaat na poocho
unka karam ohir unka karam hai
unke karam ki baat na poocho

hai kya shaan salle allah allah allah
sanakhaan hai khud khuda allah allah
hamari nabi shaafa e roze mehshar
hamein mil gaya aasra allah allah

yateemon ko aakar gale se lagaaya
karam ki hui inteha allah allah
main sarkaar ki kali kamli ke sadke
sabak saadgi ka diya allah allah

yeh shaan e karam allah ghani
allah ka diya dete hain nabi

dekhe toh sada dekar koi
har cheez inaayat hoti hai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,551 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,825 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,724 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,148 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,894 views

Leave a Comment