LLAHI MADAD KAR MADAD KI GHARI HAI NAAT LYRICS
llahi madad kar, madad ki ghari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.
Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hai,
Nahoosat gunaahon ki chaei hui hai,
Yahi baat hum nay barhon say suni hai,
Na ho banagi gar to kia zindagi hai,
Ae abr-e-karam aa baras ja, baras ja,
Baras ja, baras ja, baras ja, baras ja,
Ajab aag isyaan ki mujh mein lagi hai,
Nahi pass husn-e-amal meray Mola,
Nazar meri tere karam per lagi hai,
Ubaid-e-Raza naikyon say hai khali,
Gunaahon mein hasil ise bartari hai,
Lab-e-Mustafa say khudaya suna day,
Ubaid-e-Raza naar se tu bari haiaaa
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,151 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,590 views