KYON LOG YE KEHTE HAIN GHAMKHAR NAHI MILTA NAAT LYRICS
Kyon log ye kehte hain ghamkhar nahi milta
Taiba me chala jaye jise pyar nahin milta
Wo ek hi nagri hai sarkar e madina ki
Jis nagri me sunne ko inkar nahin milta
Aao chalen taiba me duniya ki to aadat hai
Sau baar sawal kare ek baar nahin milta
Milta hai sukun aake sarkar ke qadmon me
Jab dil ko koi sachcha dildar nahin milta
Har gham mit jata hai sarkar ki basti me
Milti hai dawa lekin beemar nahin milta
Wo din mera faruqi bechain guzarta hai
Jis din koi panjtan ka wafadar nahin milta
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,290 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,670 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,552 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,069 views