kya ajab noor ka behta hai jo darya dil mein naat lyrics

Kya Ajab Noor Ka Behta Hai Jo Darya Dil Me Naat Lyrics

 

Kya Ajab Noor Ka Behta Hai Jo Darya Dil Me
Dil Hai Taiba Mein Mera Aur Hai Taiba Dil Me
Gham Ki Chaadar Jo Kabhi Odh Ke So Jaata Hoon
Jaagti Rehti Hai Aaqa Ki Tamanna Dil Me

Dil Isi Waaste Reh Reh Ke Dhadakta Hai Mera
Kyun Ke Rehte Hain Hamesha Mere Aaqa Dil Me

Us Ghari Meri Madad Karte Hain Mere Aaqa
Jab Bhi Ho Jaati Hai Uljhan Koi Paida Dil Me

Ek Ek Cheez Mujhe Sabz Nazar Aati Hai
Bas Gaya Jab Se Sakhi Gumbade Khazra Dil Me

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,573 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,555 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,280 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,188 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,076 views

Leave a Comment