KUSHIYO KI BAHAARE LAAYA RAMZAN MUBARAK AAYA NAAT LYRICS
Kushiyo ki bahaare laaya
Ramzan mubarak aaya…
dil joom ke mera gaaya
Ramzan mubarak aaya..
Qur’aa ki tilawat hogi
bhar pur ibaadat hogi
Quraan ka tohfa laaya
Ramzan mubarak aaya
sehri ki ajab raahat he
iftar me wo ronaq he
ik kaif ajab he chhaya
Ramzan mubarak aaya
roze ki ye lazzat dekho
na pyas ki shiddat he wo
kya sabr he hum ne paaya
Ramzan mubarak aaya
Ramzan to he oos ki
ho saath me maa jiski
”turkee” ne to ashk bahaya
jab Ramzan mubarak aaya
Allah meri maa ko
Ramzan ke sadqe me
sab maaf gunah karde
jannat bhi ataa karde
zahra ka mile saaya
Ramzan mubarak aaya
Popular Posts
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...372 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...293 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...272 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...234 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics Rehmat Na...203 views