KOI KANTON SE WABASTA NAAT LYRICS

KOI KANTON SE WABASTA NAAT LYRICS

 

Koi Kanton se wabasta ,Koi Phoolon se wabasta’n,
Hamari zindagi hain apke khadmoun se wabasta’n,

Nazare Meri Nazrou se Sambhalkar Baat Karti hain,
Nazar jab se hui hain apke , Jalwoun se Wabasta’n

Hayate Dayeemi hain apki ulfat mei Marjana
Kamale bandagi hai apke sajdoun se wabasta’n

jo uljhe to bighar jayein , jo suljhe to sawar jaaye,
Nizam e Do jahan hai apki Zulfoun se wabasta’n

Khadam Bosi ki Nemat se Muqaddar jinka chamka hain,
Urooj e Adam e Khaki hai un Rastoun se Wabasta’n

Khayalein Ghair se Wehshet Muhabbat ka Taqaza hain,
Sukoomn Jaan o Dil hain apki yaadon se Wabasta’n

Isi Bayees hui Altaf Par Ikram ki Baarish ,
Karam Rouz e Azal hain , Gunhagaaron se Wabasta’n

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,627 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...4,022 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...3,008 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,772 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,645 views

Leave a Comment