KOAY NABI SE AA NA SAKE HUM NAAT LYRICS

KOAY NABI SE AA NA SAKE HUM NAAT LYRICS

 

Koay Nabi (SAW) se aa na sake hum,rahat hi kuch aisi thi
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thy
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thi.

Takkte rahein Yousaf jaise bhi, hashr main unke chehre ko
Takkte rahe yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko
Jab poocha tu kehnay lagay woh, surat hi kuch aisi thee
Jab poocha tu kehne lage woh, surat hi kuch aisi thee.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Bolo aey Jibreel ke unki, kyun kar taliyan choomi thein
Tu kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee
Kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee.

Duniya mein, Sarkaar (SAW) ki naatein, parhtay rahein har eik lamha
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Pass bulaya, pass bithaya, arsh pe unko Khaliq nay
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Akbar-o-Asghar, aur yeh Ghazi, deen pe warein hans hans kar
Yoon lagta hai, deen-e-Nabi ki, keemat hi kuch aisi thee
Yun lagta hai deen-e-nabi ki, keemat hi kuch aisi thee.

Kabr main Hakim jab puhanche to hans ke nakeeron ne dekha
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thee
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thy.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee.

 

Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Naat Lyrics | कू-ए-नबी से आना सा के हम, राहत ही कुछ ऐसी थी | કૂ-એ-નબી સે આના સા કે હમ, રાહત હી કુછ ઐસી થી

 

 

Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Naat Lyrics | कू-ए-नबी से आना सा के हम, राहत ही कुछ ऐसी थी | કૂ-એ-નબી સે આના સા કે હમ, રાહત હી કુછ ઐસી થી
Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Naat Lyrics
Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum

1.Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Rahat hi kuchh aisi thi
Yaad rahi na jannat hamko, jannat hi kuchh aisi thi

2. Takte rahe Yusuf jaise bhi hashr mein unke chehre ko
Jab poochha to kehne lage woh surat hi kuch aisi thi

3. Bolo ae Jibreel ke unke kyun kar talwe choome the
To kehne lage Jibreel ke unki azmat hi kuch aisi thi

4. Duniya me sarkar ki naat parte rahe har ik lamha
Qabr me bhi thi naat labon par aadat hi kuchh aisi thi

5. Akbar-o-asghar aur yeh ghazi deen pe ware hans hans kar
Yun lagta he deen-e-nabi ki qeemat hi kuchh aisi thi

6. Paas bulaya, jalwa dikhaya arsh pe unko khaliq ne
Yeh to aakhir ho nahi tha, chahat hi kuch aisi thi

7. Qabr mein Hakim jab pahunche to hans ke nakeeron ne dekha

Hindi lyrics also

1. कू-ए-नबी से आना सा के हम, राहत ही कुछ ऐसी थी
याद रही ना जन्नत हमको, जन्नत ही कुछ ऐसी थी

2. तकते रहे यूसुफ जैसे भी हश्र में उनके चेहरे को
जब पूछा तो कहने लगे वो सूरत ही कुछ ऐसी थी

3. बोलो ऐ जिब्रईल के उनके क्यों कर तलवे चूमे थे
तो कहने लगे जिब्रईल के उनकी अज़मत ही कुछ ऐसी थी

4. दुनिया में सरकार की नात पढ़ते रहे हर इक लम्हा
क़ब्र में भी थी नात लबों पर, आदत ही कुछ ऐसी थी

5. अकबर-ओ-असगर और ये ग़ाज़ी, दीं पे वारे हंस-हंस कर
यूँ लगता है दीं-ए-नबी की क़ीमत ही कुछ ऐसी थी

6. पास बुलाया, जलवा दिखाया अर्श पे उनको ख़ालिक़ ने
ये तो आखिर हो नहीं था, चाहत ही कुछ ऐसी थी

7. क़ब्र में हाकीम जब पहुंचे तो हंस के नक़ीरों ने देखा

and Gujrati lyrics also

1. કૂ-એ-નબી સે આના સા કે હમ, રાહત હી કુછ ઐસી થી
યાદ રહી ના જન્નત હમકો, જન્નત હી કુછ ઐસી થી

2. તક્તે રહે યૂસુફ જેસે ભી હશ્ર મે ઉનકે ચેહરે કો
જબ પૂછા તો કહને લગે વો સૂરત હી કુછ ઐસી થી

3. બોલો એ જિબ્રાઈલ કે ઉનકે ક્યું કર તલવે ચૂમે थे
તો કહને લગે જિબ્રાઈલ કે ઉનકી અઝમત હી કુછ ઐસી થી

4. દુનિયા મે સરકાર કી નાત પઢતે રહે હર ઇક લમ્હા
કબર મે ભી થી નાત લબો પર, આદત હી કુછ ઐસી થી

5. અકબર-ઔ-અસગર ઔર આ ગાઝી, દીન પર વારે હંસ હંસ કે
યૂં લાગતા હૈ કે દીન-એ-નબી કી કીમત હી કુછ ઐસી થી

6. પાસ બુલાયા , જલવા દેખાયા અર્શ પે ઉનકો ખાલિક ને
યે તો આખિર હો નહીં થા, ચાહત હી કુછ ઐસી થી

7. કબર મે હાકીમ જબ પહૂંચે તો હંસ કે નકીરો ને દેખા
ક્યૂં ના ફરિશ્તે પ્યાર સે મીલતે નિસ્બત હી કુછ ઐસી થી

pegham saba laye hai gulzar-e-Nabi se naat lyrics

मुझे रंग दे मुझे रंग दे

रब ने बनाया है कुछ ऐसा रुत्बा ग़ौस-ए-आज़म का

મુજે દર પે ફીર બુલાના મદની મદીને વાલે

આ’લા હઝરત ઓર મીલાદ મુસ્તફા સલ્લલ્લાહુ તઆલા અલૈહિ વસલ્લમ

જબ હુસ્ન થા ઉન્કા જલવા નૂમા

વો સુએ લાલઝાર ફિરતે હૈ

Jobano(n) per hai bahare chaman aaraaiye dost

न आस्मान को यूं सर कशीदा होना था

बड़ी उम्मीद है सरकार क़दमों में बुलाएँगे

Main madine chala main madine chala

રુસુલ ઉન્હીં કા તો મુઝ્દા સુનાને આએ હૈં

मोमिन उनका क्या हुआ अल्लाह उसका हो गया

कालियाँ ज़ुल्फा वाला दुखी दिलान दा सहारा

ख़ैरात लेने आ गए मंगते तुम्हारे ख़्वाजा

बदल या फ़र्द जो कामिल है या ग़ौस

બે ખુદ કીયે દેતે હૈં અંદાઝે હી જાબાના

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ उनकी रसाई है

आंखो का तारा नामे मुहम्मद

कभी मायूस मत होना उम्मीदों के समुंदर में

this lyrics u can find with beautiful pics also

 

popular posts

Leave a Comment